Toot Gaye hai Taar jameen se , Hath me aaya hai cell Phone
Ab to dil ki aawajo se Jyada sunte hai Ringtone ...
Pehle mayke se phone aata tha, Uncle ki dukan par
har banda dil me rehta tha, Har number jubaan par ..
Ab to unreachable hai hum, Pehle ki tarah aazad nahi
Ab apne no ke Siva, Koi Apna Yaad nahi ...
pehle bacche dosto k ghar, lekar jate the Bat n Ball..
ab to wo bhi bahar se hi kar dete hai bas missed call..
kyaa ghadi kyaa calculator, computer ka bhi baap hai
Pehle kalam se chalti thi duniya, ab sala sab angoootha chaaap hai ..
Ab jabki Duniya mutthi me hai, tab bhi aazadi nahi mili
Kisi ki daaadi ka majak uda kar, bolte hai Keep it simple silly
Mere pairo se cheeen kar jameeen , Ajnabi sky diya
Aur shaan se bolte hai tab bhi, wah sir jee !! wat an Idea ..